Home / Husan Poetry / Tujhe Kho Kar Bhi Tujhe Paown Jahan Tak Dekhon

Tujhe Kho Kar Bhi Tujhe Paown Jahan Tak Dekhon

Tujhe Kho Kar Bhi Tujhe Paown Jahan Tak Dekhon

Tujhe Kho Kar Bhi Tujhe Paown Jahan Tak Dekhon
Husan E Yazdan Se Tujhe Batan Tak Dekhon

Tune Youn Dekha Hai Jesy Kabhi Dekha He Na Tha
Mai To Dil Mai Tere Qadmon Ky Nishan Tak Dekhon

Sirf Is Shok Mai Pochi Hain Hazaron Batain
Main Tera Husan Tera Husan E Biyan Tak Dekhon

Mere Weerana Jaan Main Teri Yaadon Ke Tafeel
Phool Khilte Nazar Aate Hain Jahan Tak Dekhon

Waqat Ne Zehan Mai Dhundla Diye Tere Khad Wa Khaal
Youn To Mai Tot’tay Taron Ka Dhuwan Tak Dekhon

Dil Gya Tha To Ye Aankhain Bhi Koi Le Jata
Main Faqat Aik He Tasweer Kahan Tak Dekhon

تجھے کھو کر بھی تجھے پاؤں جہاں تک دیکھوں
حسنِ یزداں سے تجھے حسنِ بتاں تک دیکھوں

تو نے یوں دیکھا ہے جیسے کبھی دیکھا ہی نہ تھا
میں تو دل میں ترے قدموں کے نشاں تک دیکھوں

صرف اس شوق میں پوچھی ہیں ہزاروں باتیں
میں ترا حسن ترے حسن بیاں تک دیکھوں

میرے ویرانۂ جاں میں تری یادوں کے طفیل
پھول کھلتے نظر آتے ہیں جہاں تک دیکھوں

وقت نے ذہن میں دھندلا دیئے تیرے خد و خال
یوں تو میں ٹوٹتے تاروں کا دھواں تک دیکھوں

دل گیا تھا تو یہ آنکھیں بھی کوئی لے جاتا
میں فقط ایک ہی تصویر کہاں تک دیکھوں

Read Also : Ghazals In Urdu

About admin

blank
blank

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

x

Check Also

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye Meri Ghazlon Main Alamat Ki Tarha ...