Home / Long Poetry In Urdu / Na Janay Kab Wo Palat Aayen Dar Khula Rakhna

Na Janay Kab Wo Palat Aayen Dar Khula Rakhna

Na Janay Kab Wo Palat Aayen Dar Khula Rakhna

Na Janay Kab Wo Palat Aayen Dar Khula Rakhna
Gaye Huay Kay Liay Dil Mai Kuch Jaga Rakhna

Hazar Talkh Hon Yadain Magar Jub Bhi Milay
Zaban Pay Achay Dinon Ka He Zaiqa Rakhna

Na Ho Kay Qurb He Phir Marg E Rabt Ban Jaye
Wo Ab Milay To Zara Us Say Fasla Rakhna

Utaar Phaink Day Khush Fehmiyon Kay Saray Ghilaf
Jo Shakhs Bhool Gaya Us Ko Yaad Kya Rakhna

نہ جانے کب وہ پلٹ آئیں در کھلا رکھنا
گئے ہوئے کے لیے دل میں کچھ جگہ رکھنا

ہزار تلخ ہوں یادیں مگر وہ جب بھی ملے
زباں پہ اچھے دنوں کا ہی ذائقہ رکھنا

نہ ہو کہ قرب ہی پھر مرگ ربط بن جائے
وہ اب ملے تو ذرا اس سے فاصلہ رکھنا

اتار پھینک دے خوش فہمیوں کے سارے غلاف
جو شخص بھول گیا اس کو یاد کیا رکھنا

About admin

blank
blank

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

x

Check Also

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye Meri Ghazlon Main Alamat Ki Tarha ...