Home / Urdu Poets / Faiz Ahmad Faiz / Mai Samjha Tha Ke Tu Hai Tu Darakhshan Hai Hayaat

Mai Samjha Tha Ke Tu Hai Tu Darakhshan Hai Hayaat

Mai Samjha Tha Ke Tu Hai Tu Darakhshan Hai Hayaat

Mai Samjha Tha Ke Tu Hai Tu Darakhshan Hai Hayaat
Tera Gham Hai To Gham E Dehar Ka Jhagra Kia Hai

Teri Surat Se Hai Aalam Main Baharon Ko Sabat
Teri Aankhon Ke Siwa Duniyan Mai Rakha Kia Hai

Tu Jo Mil Jae To Taqdeer Nagun Ho Jay
Youn Na Tha Maine Faqat Chaha Tha Youn Ho Jae

Aur Bhi Dukh Hain Zamane Main Mohabbat Ke Siwa
Rahtain Aur Bhi Hain Wasal Ki Rahat Ke Siwa

میں نے سمجھا تھا کہ تو ہے تو درخشاں ہے حیات
تیرا غم ہے تو غمِ دہر کا جھگڑا کیا ہے

تیری صورت سے ہے عالم میں بہاروں کو ثبات
تیری آنکھوں کے سوا دنیا میں رکھا کیا ہے

تو جو مل جائے تو تقدیر نگوں ہو جائے
یوں نہ تھا میں نے فقط چاہا تھا یوں ہو جائے

اور بھی دکھ ہیں زمانے میں محبت کے سوا
راحتیں اور بھی ہیں وصل کی راحت کے سوا

Read Also : Teri Soorat Say Hai Aalam Mai Baharon Ko Sabaat

About admin

blank
blank

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

x

Check Also

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye

Tujh Ko Sochon To Tere Jisam ki Khushboo Aaye Meri Ghazlon Main Alamat Ki Tarha ...